Jun 1, 2018

Best Android app for video editing | best app for video editing on Android phone


Best Android app for video editing, best Android app for video editing, how to edit videos on Android phone, En sawalo ke javab me aaj dene wala hun. Ager ap ek video Creator hai or sikhna chahte hai mobile me video editing kaise kare to dosto  kinemaster or power Director yeh 2 hai best Android app for video editing.

Kinemaster video editing app





Kinemaster Android app


Es app me apko bahoot se ease features milte hai jo apko desktop me milte hai.. bahoot se video Creator es app ko use karte hai apni videos ko edit karne ke liye. Es video editing app me video editing karna bahoot aasan hai eske features bahoot hi simple hai ap es app ko playstore se dawnlodo kar sakte hai or free me use kar sakte hai. Ager ap es app ka paid version lena chahte hai jisme apko bahoot se or features diye gaye hai to ap or b ache se vidoe editing kar sakte hai.

Power Director video editing app


Power Director 
Yeh app b bahoot badiya hai video editing ke liye. Es app me bhi apko sabhi features diye gaye hai jinse ap bahoot achhe se video edit kar sakte hai. Bahoot se video Creator es app ko use karte hai apne videos ko edit karne ke liye. es app ko b ap play store se download kar sakte hai. Or use kar sakte hai.


Dosto dono hi app bahoot achhe se kaam karte hai..  Dono hi Android app best hai same features ke saath aate hai. To ager ap en dono hi apps ke baare me or jaada jaanna chahte hai to baki ki post ko dekhiye.
Ager ap videos dekh ke sikhna chahte ho mere YouTube channel pe videos dekh ke sikh sakte video editing kaise kare.
Post apko kaisi lgi apne sujhav or swal comment me likh kar bheje.
Post ko pura padne ke liye apka dhanyawaad

0 comments: