Dec 14, 2018

Kisi bhi app ko disable or enable kaise kare | android apps ko disable kaise kare

Dosto her phone me apko pre install apps milte haibjo humare kisi kam ke nhi hote to aj me apko btane wala hun app kisi bhi app ko disable kaise kare ?  Ager ap ke phone me automatically bahoot sare apps bhare pade hai or ap unko delete karna chahte hai. To ap unko normally uninstall nhi kar sakte hai. Eskeliye ap ko jarurt padti hai unko disable karne ki to es post me ap janenge How to disable android app ?


Disable apps


Why we disable apps from android phone?
Dosto ager ap ek Android phone lete hai to usme apko bahoot se apps milte hai jo apke kisi kaam ke nhi hote bas apke phone ki storage ko khaa rahe hote hai RAM ko khaa rahe hote hai or unse apko bahoot si ads b dekhne ko milte hai to ap unko uninstall b nhi kar sakte to esliye unko disable karke ap apne phone se un apps ko hata sakte hai. Or jb jarurt ho ap unko enable b kar sakte hai.

How to disable app from Android?

Step 1:-
1. Sabse pehle  phone setting opne kare.

2. Apps, apps manager yaah fir jaha apke phone ke saare apss hai usko opne kare.

3. Us app pe click kare jisko ap disable karna chahte hai.

4. Disable ke button pe click kar de.

5. OK pe yaah disable app pe click kar de.


Apka app disable ho jayega.

Step 2:-
1. Jis b app ko disable karna chahte hai uske upper click karke hold kare.

2. Upper apko app info. Ka button dikhega uspe leke jaye.

3. App info. Opne ho jayega. Waha disable app pe click kar de.

4. OK. Yaah fir disable app pe click kar de.

Apki app disable ho jayegi.

Disable app ko enable kaise kare?

1. Phone settings opne kare.

2. Apps yaah fir apps manager ke upper click kare.

3. Jis app ko disable kiya hai usko opne kare.

4. Enable ke buttone pe click kare.

Apki app enable ho jayegi.

Dosto ager ap easi or b jankari pana chahte ho to ap humari dusri posts ko b pad sakte ho apke kaam ki bahoot si jaankari upper diye gaye tabs me hai yaah fir ap search karke b dhundh sakte ho . Home page main me apko or b post dekhne ko milengi.

1 comment: