Jan 29, 2019

How to use filters in power director | videos me light or color ko manage kaise kare


Dosto ager ap video editing karte hai or apni video me filters use karna chahte hai apni video ko acha or sunder bnana chahte hai to aj yaha me apko btaunga filters ko video me kaise use kare.

Video me filters kyun use karne chahiye?
       Dosto ager ap video shoot kar rahe ho lekin lighting condition achhi nhi hai jaisi apko video chahiye vaisi nhi mil pa rahi hai. Video quality achhi nhi mil pa rahi hai. To ease case me ap filters ko use karke apni video ko achha or sunder bna sakte hai. Bahokt baar hota hai ager apko video color change karna to wo bhi kar sakte or yeh bahoot jaruri hai jo color video me dikhe wo bahokt achhe hone chahiye to esliye apko videos me filter use karne chahiye.

How to use filter in video by power director?



Dosto filter video me use karne se video achhi lagti hai ap jaisa dikhna chahte ho video ko color ke through dikha sakte ho to uske baare me maine video achhe se explain kiya hai power director me filters ko kaise use kare. Puri jaankari kilye video pura dekhe.

0 comments: