Maha shivratri ri tusajo haardik shubhkamnaye
 |
Mandi maha shivratri 2019 |
Mandi Maha Shivaratri 2019 ( entertainment )
Mandi shahar Mein manai jane wali
Maha shivratri international festival ke roop Mein manai Jati Hai is festival ki shuruvat
Maha shiverats ke rat se ho jati hai, ye festival 7 din tak chalta hai in 7 Dino Ke Andar bahut sari
night show organize Hote Hain jin me Bollywood ke kalakar Aate Hai , Himachali kalakar Aate Hai, kuch local kalakar hote hain, school ki performance hoti, Aur Bhi bahut Sare talented log aate hai apni performance Dikhane ke liye.
Shivratri Mahotsav day or night Har time chalta rehta hai. Jiske andar bahut Sare karyakram Kiye Jate Hain.
Shivratri Mahotsav mein 6 night show Hua karti thi lekin is baar
Pulwama terrorist attack ke liye 2 Nights cancel kar di gayi hai aur us 2 night ka jo budget tha usko donate kar diya Gaya hai.
Mandi Mahashivratri 2019 night show details
 |
Mandi maha shivratri night show details |
Mandi me manaye jane wali
Maha shivratri ke andar is bar 4
night show organised Kiye Ja Rahe Hai.
Maha Shivratri Mahotsav first night show 5 Feb. 2019 ko organised Kiya jayega jis ke andar
Bollywood singer Jubin Nautiyal aur
Inderjeet Himachali singer Ko Bulaya gaya hai. Dusri night show ke ander Kuch Khaas karyakaram kiye Jayenge JisKe andar
Kavi Sammelan Aur Bhi Kuch Khaas karyakram kiye Jayenge 8 Feb. 2019 Ko
night show organised Kiya ja raha hai. 9 Feb. 2019 ko
Sunanda Sharma Punjabi singer aur
Hemant Himachali singer Ko Bulaya gaya ha.
last night show ke andar
Pavani Pandey Bollywood singer or
Narender Thakur Himachali singer Ko Bulaya Gaya Hai. Night show ke saath Saath yaha pe Aur Bhi bahut Sare karyakram Kiye Ja Rahe Jiske andar
Kanya Pujan ka ek karyakram Kiya Ja Raha Hai. Es karyakram me
1008 Kanya ka Pujan Kiya Jayega Ye Karyakram serimunch Pe Kiya Jayega 9 Feb. 2019 ko.
Mandi Maha Shivratri ending
 |
Maha shivratri ending |
Mandi Maha shivratri endings
Rajpal Acharya Dev Vrat Ji Ke Haathon se honi ha.
Mandi Maha Shivratri Mahotsav ending 11 March 2019 ko 3pm padal ground mein honi hai.
Shivratri Mahotsav ki ending ke upar bhi shobhayatra Nikalte hai Jisko
mandyali mein kaha jata hai
jaleb es me bhi Sabhi
Devi Devta hisa lete Hai, Sabhi Bade Adhikari hissa Lete Hain, Sabhi Neta Yahan Par aate Hain.
Maha Shivratri Mela ki ending karne ke liye
Raj Mahal se 2pm pe shobhayatra niklegi aur 3pm tak
padal ground Mandi Mein pahunch Jayegi aur uske baad
Rajyapal Acharya devvrat Ji Ke Haathon se mele ki ending ho jayegi.
Ayen
Mandi Maha Shivratri Mahotsav me Jo chalega 5 February se 11 February 2019 ke beech mein bahut saare Manmohak nazaare aapko yaahn pe dekhne ko Milenge. Es post ko pura padne ke liye aap bahut bahut dhanyavad.
<<<<<Previous page
0 comments: