Jan 22, 2019

How to trim (split) videos on power director | video trimming | split videos in hindi | editing tips

Dosto ager ap kisi bhi video ko power director me edit karna chahte hai to apko trimming yaah fir spliting sikhna bahoot jaruri hai kyunki eske bina ap video editing kar hi nhi sakte.



Video triming or splitting kya hoti hai?

         Dosto ager ap kisi video ko shoot karte hai to usme bahoot jagahon per ap galt bolte honga kuchh starting yaah last ka part ap apne video se hatana chahte ho to usko delete karne ko trim karna yaah split karna kaha jata hai.

Power director me video ko trim kaise kare?


Video trim karna apne ap me  ek bahoot kathin kaam hai eskeliye apjo bahoot skill ki jarurat hoti to eske. Or bahoot complicated bhi hoti hai. To eske liye ap video ko pura dekhe apko achhe se samjh aa jayega ap video ko trim kaise kare. Apko yeh article kaisa lga comment me jarur btaye.

Power director basic features in Hindi | How to edit videos on power director | power director


Power director video editing aplicationa es app me ap apki kisi bhi video ko edite kar sakte hai bahoot hi aasani se bahoot hi simple hai es app ko use karna. Power director basic features hindi me btane ki wala hun.

Besic features of power director.


Dosto power director apko bahoot se features deta hai jinse ap apni video editing kar sakte ho. Me apne channel ke liye videos power director se hi  edite karta hun. Power director ke features itne saare hai or unko samjhna b itna aasan nhi hai to ap video dekhiye esme maine saari chije btai hai. Video ko pura jarur dekhe taaki apko achhe se samjh aa sake power director ke features.



Dosto jaana jaankari ke liye website pe or article pad sakte hai. Apko yeh post kaisi lagi comment md jarur btaye.

Jun 1, 2018

Best Android app for video editing | best app for video editing on Android phone


Best Android app for video editing, best Android app for video editing, how to edit videos on Android phone, En sawalo ke javab me aaj dene wala hun. Ager ap ek video Creator hai or sikhna chahte hai mobile me video editing kaise kare to dosto  kinemaster or power Director yeh 2 hai best Android app for video editing.

Kinemaster video editing app





Kinemaster Android app


Es app me apko bahoot se ease features milte hai jo apko desktop me milte hai.. bahoot se video Creator es app ko use karte hai apni videos ko edit karne ke liye. Es video editing app me video editing karna bahoot aasan hai eske features bahoot hi simple hai ap es app ko playstore se dawnlodo kar sakte hai or free me use kar sakte hai. Ager ap es app ka paid version lena chahte hai jisme apko bahoot se or features diye gaye hai to ap or b ache se vidoe editing kar sakte hai.

Power Director video editing app


Power Director 
Yeh app b bahoot badiya hai video editing ke liye. Es app me bhi apko sabhi features diye gaye hai jinse ap bahoot achhe se video edit kar sakte hai. Bahoot se video Creator es app ko use karte hai apne videos ko edit karne ke liye. es app ko b ap play store se download kar sakte hai. Or use kar sakte hai.


Dosto dono hi app bahoot achhe se kaam karte hai..  Dono hi Android app best hai same features ke saath aate hai. To ager ap en dono hi apps ke baare me or jaada jaanna chahte hai to baki ki post ko dekhiye.
Ager ap videos dekh ke sikhna chahte ho mere YouTube channel pe videos dekh ke sikh sakte video editing kaise kare.
Post apko kaisi lgi apne sujhav or swal comment me likh kar bheje.
Post ko pura padne ke liye apka dhanyawaad