![]() |
Blogger post kaise likhe |
Blog post kaise likhe?
Blog post likhna bahoot hi ashaan hai apne Microsoft word to jarur se use kiya hoga to bas kuchh easi hi options apko yaaha milti hai jisse blog post likhna or bhi jada easy ho jata hai. To me yaaha apko kuchh jaruri option ke baare me hi batauga jo apke liye shayad new ho to how to write blog post on blogger.Koi bhi blog post likhane ke liye new post pe click kare.
1. Title
Sabse pehle apko apni blog post ke liye ek acha sa title likhna padega.
2. Write blog post
Title likhane ke baad apko apna blog post likhna hoga. Jo bhi article ap likhna chahte hai jo information ap apne blog post me dena chahte hai wo likh de.
3. Add photos
Blog post ko pura likhne ke baad apko kam se kam ek photo to apne blog post me add karna padega.
4. Add Labels
Blog post pura likhne ke bad usme labels jarur add kare esse viewers ko apki website pe dusri blog post dhundne me or bhi jada aasani ho jayegi. Or apke views or bhi jada aayenge.
5. Add permalink
Permalink ek bahot acha feature hai jisse ap apna ek custom link create kar sakte hai to apna custom link jarur add kare.
6. Post your blog post
Ab apka blog post pura tyar hai or ap esko post kar sakte hai. Publish pe click kare.
Dosto yeh the basics steps jisse ap apna pehla blog post likh ke publish kar sakte hai. Esme apko or bhi bahoot saari option milti hai jinko use kareke ap apni blog post ko or bhi achhe se design kar sakte hai or publish kar sakte hai.
very nice
ReplyDelete