Jan 29, 2023

1000 subs or 4000 hours ka watch time pura kaise kare | एक महीने में कैसे पूरा करे

 Dosto youtube pe ager aapka channel hai or aap usse paise kamana chahte ho to aapko apne youtube channel ko monetize karna hoga or youtube channel ko monetize karne ke liye apko 1000 subscribers or 4000 ghante ka watching time pura karna hoga. Yeh youtube  partner program policie hai jiske bina aap aapne channel ko monetize nhi kar sakte to aaj hum es post me janenge kaise youtube channel per 1000 subscriber or 4000 hours ka watch time pura kare?


Dosto ager aapne apne youtube channel ko monetize karna chahte ho to apko 365 din me apne channel me 1000 subscribers or 4000 hours ka watching time complete karna hoga. Ager aapka channel ek saal se bhi purana hai to bhi aap aapne channel ko monetize kar sakte hai. Aapko aaj se pichhle 365 din me 1000 subscriber or 4000 ghante ka watch time pura karna hoga.

1000 subscriber 4000 hours ka watch time pura kaise kare?


1. Post regular videos.

   Dosto 1000 subscribers or 4000 ghante ka watching time pura karne ke liye apko regular video ko post karte rehna hai. Week me 2 videos upload karo yah 3 yeah 4 but regular upload karte raho.

2. Make informative content. 

    Dosto jo bhi video aap upload karo wo aapko informative bnani hai. Kisi bhi type ki video ho usme information deni chahiye. Esse subscribers jaldi badte hai.

3. Make funny and enjoyable content. 

     Dosto aapko easa  video bnana hai jo log dekhna chahte hai video interesting type ka content hona chahiye viewers bore nhi hone chhiye.

4. Quality content. 

     Dosto apko apni video ki Quality achhi rakhni hai or aapki voice quality bhi achi honi chahiye. Jisse log aapki video ko pura dekhenge or esse apko bahoot help hogi apne target ko pura karne me.




Dosto yeh video aapko bahoot help karegi 1000 subscribers or 4000 ghante ka watch time pura karne me to esko aap pura jarur dekhe.

Mar 23, 2020

How to enable and disable developer option on android phone | हिन्दी में।


        Dosto ager ap android phone use karte ho to aaj me apko btane wala hun developer option ke baare me. Kaise developer option ko enable kare ?  Or ager ap kuchh time ke baad ap developer option ko band karna chaho to developer option disable kaise kare wo bhi yaaha me apko pura btaunga to chaliye sabse pehle jante hai developer option ko enable kaise kare?
How to disable or enable developer option in android

How to enable developer option in Android phone?

       Dosto developer option ko enable karne ke liye apko kuchh aasan se steps follow karne padenge...........
1. Open phone settings.

2. Find about phone option & click on.

3. Find Build number & click 5-8 times on button continue. Developer option Enable.



4. Go back and check developer option.



Benefits of developer option?

    Developer option ke bahoot saare features hai jinko ap use kar sakte ho. Dosto ager apko nhi pta developer option ke kya fayede hote hai? Developer option phone me kyun hota hai . To Developer option ka sidha sa  matlb hi hota hai ki ap apne phone ke sath jo chahye wo kar skate hai. Ap apne phone ko root karna chahte ho to apko developer option ki jarurt padegi. Ager ap apne phone ki screen ko desktop desktop pe play karna chahte ho to apko developer option ki jarurt padegi ease hi bahoot saari option apko mil jati hai jo bahoot kaam ki hoti hai ager me apko ek ek kar btane lga to pura post yahi bhar jayega to ap khud jake check kar sakte hai.

How to disable developer option in android?

    Dosto developer option ko disable karne ke liye apko phone settings ka data clear  karna  padega. Kaise application ka data clear kare? Ager apko app data clear karna nhi aata to espe click kare.

App data clear karne ke baad developer option disable ho jayega. Apko yeh jankari kaisi lagi comment me jarur btahe.


Sep 20, 2019

How to clear cache data? | Phone storage free kaise kare?


Cache data clear kaise kare

         Dosto aaj me apko batane waala hun how ot clear cache data? Cache data ko clear kaise kare jaanne keliye ap es post ko pura pade step by step me apko batane waala hun phone storage free kaise kare cache data ko clear karke.



How to clear cache data?


          1. Open phone setting

       
 2. Click on Storage

                                
        
           3. Click on Internal storage
                  4. Click on Cache Data 


         5. Click On OK 


In steps ko follow karne ke baad apke phone se cache data Clear ho jaayega. Or apke phone me storage bhi kuchh khali ho jayegi. Jitni Apke phone ki storage  hogi utni hi jaada apke phone me cache data banega to time to time apko cache data clear karte rehna chahiye. Jisse phone pe bi load kam hota hai or phone achhe se chalta hai.




Jada jankari ke liye ap mere channel me jaa sakte waha apko or bhi videos milegi or waha se apko Android tips & Tricks ki or bhi videos dekhne ko milegi.